Pehla Nasha Lyrics in English by

 Pehla Nasha Lyrics in English


Jo Jeeta Wahi Sikandar (1992) Aamir Khan, Ayesha Jhulka & Puja Bedi.Directed by Mansoor Khan, Music by Jatin -Lalit. 

-------------------------------------------------------------------

Movie : Jo Jeeta Wahi Sikandar

Singer : Udit Narayan & Sadhana Sargam

Music : Jatin -Lalit

Label : Saregama India Limited

Year    : 1992

Pehla Nasha
-----------------------------------------------------------------------------------                                                            Pehla Nasha Lyrics in (English)

Chahe tum kuch na kaho
Maine sunn liya
Ke saathi pyar ka mujhe chunn liya, chunn liya
Maine sunn liya...
Pehla nasha pehla khumar
Naya pyar hai naya intezar
Karloon main kya apna haal
Ae dile bekarar mere dil ae bekarar tuhi bata..
Pehla nasha pehla khumar..
Udta hi phirun in hawayon mein kahin
Ya main jhool jaun in ghataon mein kahin....
Ik kar doon aasma aur jami
Kaho yaaro kya karun kya nehi
Pehla nasha pehla khumar
Naya pyar hai naya intezar
Karlun main kya apna haal
Ae dile bekarar mere dile bekarar tuhi bata...
Pehla nasha pehla khumar..
Usne baat ki kuch aise dhang se
Sapne de gaya wo hajaro rang ke.... (2)
Reh jaun jaise main harke
Aur chume wo mujhe pyar se 
Phela nasha pehla khumar
Naya pyar hai naya intezar
Karlun main kya apna haal
Ae dile bekarar mere dile bekarar tuhi bata..... 

------------------------------------------------------------------
Jo Jeeta Wahi Sikandar (1992) Aamir Khan, Ayesha Jhulka & Puja Bedi.Directed by    Mansoor Khan, Music by Jatin -Lalit.  
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post

Search This Blog

Facebook Page